नामुमकिन | Naamumkin Lyrics - Varun Jain, Shreya Ghoshal & Sachin - Jigar | Maalik

Naamumkin Lyrics In Hindi and English-: This song lyrics written by Amitabh Bhattacharya And song sung by Varun Jain, Shreya Ghoshal & Sachin - Jigar while music given by Sachin - Jigar Trak in Naamumkin Song.


Naamumkin Video 




Naamumkin Lyrics In English 


Hai Naamumkin

Hai Naamumkin


Bina Tere Mera Hona

Hai Naamumkin


Hai Naamumkin

Hai Naamumkin


Bina Tere .. Mera Hona

Hai Naamumkin


Yeh Ankaha Sa Jo Vaada Hai

Aadha Mera Tera Aadha Hai


Tujh Bin Bemaani Si Raatein Hain

Tu Na Ho Toh Khamkha

 Ke Hain Yeh Din


Hai Naamumkin

Hai Naamumkin


Bina Tere.. Mera Hona

Hai Naamumkin


Hai Naamumkin

Hai Naamumkin


Teri Khaatir Toh Kya Kya

Main Karna Chaahta Hun


Tere Sapnon Mein Rang Saaton

Main Bharna Chaahta Hun


Yakeen Naa Ho Agar Toh

Mujhe Tu Aazmaa Le


Teri Har Aazmaayish Se

Guzarna Chaahta Hun


Tujhko Kuchh Saabit Na Karna Hai

Bas Meri Jaan Itna Karna Hai


Ab Se Kareeb Hi Rehna Hai

Meri Nazar Se Yeh Chehra Hataye Bin


Hai Naamumkin

Hai Naamumkin


Bina Tere.. Mera Hona

Hai Naamumkin

Post a Comment

0 Comments