I’m Done Lyrics In Hindi & English -: This song lyrics written by Maan Panu song sung by Maan Panu while music given by Maan Panu in I’m Done Song.
Tere Jaane Ka Malal Bhi Nahi Hai Lyrics in Hindi
दिल में अब कोई ख्याल भी नहीं है
तेरे जाने का मलाल भी नहीं है
मुंतज़िर मैं था जो तेरे आने का
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
मन में मेरे अब सवाल ही नहीं है
हुआ ये कोई कमाल ही नहीं है
जीत गया तुझे भूल के मैं ऐसे जैसे
जिंदगी में कोई हार ही नहीं है
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
तेरे जाने का मलाल भी नहीं है
अब तो तेरा इंतज़ार
तेरी तरफ़ नज़र मुड़ी
तो देखा है कोई बगल में तेरे
तेरी नज़र से जो मिली मेरी नज़र
तो देखा है नूर चेहरे पे तेरे
तुझे बुलाने को आवाज़ ही नहीं है
तुझे बताने को अल्फ़ाज़ ही नहीं हैं
बुझ रही है ये शम्मा मेरे हाथों में
इसे जलाने को अब आग भी नहीं है
जिंदगी ये अब बेज़ार भी नहीं है
मेरी आँखों में तो प्यार ही नहीं है
दिल ये खुश है हवाओं से दुआओं से
अभी कोई बहार भी नहीं है
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
तेरे जाने का मलाल भी नहीं है
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
दिल में अब कोई ख्याल भी नहीं है
तेरे जाने का मलाल भी नहीं है
मुंतज़िर मैं था जो तेरे आने का
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
मुंतज़िर मैं था जो तेरे आने का
अब तो तेरा इंतज़ार ही नहीं है
Tere Jaane Ka Malal Bhi Nahi Hai Lyrics In English
Dil me ab koi khayal bhi nahi hai
Tere jane ka malal bhi nahi hai
Muntazir main tha joh tere aane ka
Ab toh tera intezar hi nahin hai
Mann mein mere ab sawaal hi nahi hai
Hua yeh koi kamaal hi nahin hai
Jeet gaya tujhe bhul ke main aise jaise
Zindagi mein koi haar hi nahi hai
Ab toh tera intezar hi nahi hai
Ab toh tera intezaar hi nahi hai
Tere jaane ka malal bhi nahi hai
Ab toh tera intezaar
Teri taraf nazar mudi
Toh dekha hai koi bagal mein tere
Teri nazar se joh mili meri nazar
Toh dekha hai noor chehre pe tere
Tujhe bulaane ko awaaz hi nahin hai
Tujhe bataane ko alfaaz hi nahin hain
Bujh rahi hai yeh shamma mere haathon mein
Isse jalaane ko ab aag bhi nahin hai
Zindagi yeh ab bezar bhi nahin hai
Meri aankhon mein toh pyar hi nahi hai
Dil yeh khush hai hawaon se duaaon se
Abhi aayi koi bahaar bhi nahin hai
Ab toh tera intezaar hi nahin hai
Ab toh tera intezaar hi nahin hai
Tere jaane ka malaal bhi nahin hai
Ab toh tera intezaar hi nahin hai
Dil mein ab koi khayaal bhi nahin hai
Tere jaane ka malaal bhi nahin hai
Muntazir main tha joh tere aane ka
Ab toh tera intezaar hi nahin hai
Ab toh tera intezar hi nahi hai
Ab toh tera intezaar hi nahin hai
Muntazir main tha joh tere aane ka
Ab toh tera intezaar hi nahin hai
Ab toh tera intezar hi nahi hai
Ab toh tera intezaar hi nahin hai
Tere jaane ka malaal bhi nahin hai
Ab toh tera intezaar hi nahi hai.
I’m Done Song Details
Vocals: Maan Panu
Author: Maan Panu
Producer: Aditya Pushkarna
Masterer, Mixer: Rahul Prabhakaran
Programmer: Yash Tiwari
Composer: Maan Panu

0 Comments