Aashiqon Ki Colony Lyrics In Hindi & English -: This song lyrics written by Gulzar song sung by Madhubanti Bagchi, Javed Ali while music given by Vishal Bhardwaj in Aashiqon Ki Colony Song.
Aashiqon Ki Colony Video
Aashiqon Ki Colony Lyrics In Hindi
कहिए क्या पेश करे
दिल और जा हाजिर
आशिकों की मस्ती में
आपका मका हाजिर
इश्क का इत्र महंगा था पर ले लिया
शाम ग़म के लिए कुछ जहर ले लिया
जीने मरने के समान सारे मिले
आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया
इश्क का इत्र महंगा था पर ले लिया
शाम ग़म के लिए कुछ जहर ले लिया
जीने मरने के समान सारे मिले
आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया
हो आप जो महके यहाँ ऐसे दिल शाद हुआ
लैला के आने से सेहरा आबाद हुआ
तेरा दीदार हुआ, सारा दिन पार हुआ
आंखों का रोज़ा था, वक्त इफ्तार हुआ
तेरा दीदार हुआ, सारा दिन पार हुआ
आंखों का रोज़ा था, वक्त इफ्तार हुआ
आप मालिक मका हो गए आज से
दिल पे हक था, वही मांग कर ले लिया
इश्क दरिया आशिक है, दीवानो ने
डूब कर ले लिया, तैर कर ले लिया
डूब कर ले लिया, तैर कर ले लिया
आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया
डूब कर ले लिया, तैर कर ले लिया
आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया
Aashiqon Ki Colony Lyrics In English
Kahiye, kya pesh karein?
Dil aur jaan haazir
Aashiqon ki basti mein
Aapka makaan haazir
Ishq ka ittar mehanga tha par le liya
Shaam-e-gham ke liye kuch zeher le liya
Jeene-marne ke saaman saare mile
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Ishq ka ittar mehanga tha par le liya
Shaam-e-gham ke liye kuch zeher le liya
Jeene-marne ke saaman saare mile
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Ho, aap jo mehke yahan, aise dil shaad hua
Laila ke aane se sehra aabaad hua
Tera deedaar hua, saara din paar hua
Aankhon ka roza tha, waqt iftaar hua
Tera deedaar hua, saara din paar hua
Aankhon ka roza tha, waqt iftaar hua
Aap maalik-makaan ho gaye aaj se
Dil pe haq tha, wahi maang kar le liya
Ishq dariya-e-aashiq hai, deewanon ne
Doob kar le liya, tair kar le liya
Doob kar le liya, tair kar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Doob kar le liya, tair kar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon Ki Colony Song Details
Song | Aashiqon Ki Colony |
Lyrics | Gulzar |
Music | Vishal Bhardwaj |
Singer | Madhubanti Bagchi, Javed Ali |
Lable | T-Series |

0 Comments