Dard Lyrics In Hindi & English - This song lyrics written by Shakeel Aazmi and song sung by Jubin Nautiyal while music given by Nayeem-Shabir in Dard Song.
Dard Video
Dard Lyrics In Hindi
मेरे दर्द ने
तेरे दर्द का
जो सफर किया
वो अधूरा है…
तेरे बिन मेरा
मेरे बिन तेरा
कोई आयी ना
कहाँ पूरा है…
तेरी सुबह में
मुझे जलना है
तेरी शाम में
मुझे ढलना है…
रास्ता है तय
मंजिल है तय
अब साथ ही
हमें चलना है…
मेरे दर्द ने
तेरे दर्द का
जो सफर किया
वो अधूरा है…
सीने में थे मेरे भरम
तू ने किए फिर भी करम
ये दिल तेरी चाहत पे अब मगरूर है…
तू मुझपे ऐसे खुल गया
बारिश में जैसे धुल गया
देखा है मैंने तुझ में कोई नूर है…
ये भरोसा है
तेरे प्यार का
नहीं टूटना…
नहीं टूटना…
तेरी सुबह में
मुझे जलना है
तेरी शाम में
मुझे ढलना है…
रास्ता है तय
मंजिल है तय
अब साथ ही
हमें चलना है…
ये दिल तेरा हमदर्द है
अब दोनों का एक दर्द है
गम बन के मेरी रूह में रहता है तू…
खामोशियों में शोर है
ये प्यार या कुछ और है
रोऊं तो मेरी आंख से बहता है तू…
कैसे जुदा
हो जाएं हम
दरिया हूँ में
साहिल है तू…
तेरी सुबह में
मुझे जलना है
तेरी शाम में
मुझे ढलना है…
रास्ता है तय
मंजिल है तय
अब साथ ही
हमें चलना है…
जो सफर किया
वो अधूरा है…
Dard Lyrics In English
Mere dard ne
Tere dard ka
Jo safar kiya
Wo adhoora hai…
Tere bin mera
Mere bin tera
Koi aayi na
Kahaan poora hai…
Teri subha mein
Mujhe jalna hai
Teri shaam mein
Mujhe dhalna hai…
Rasta hai tay
Manzil hai tay
Ab saath hi
Hamein chalna hai…
Mere dard ne
Tere dard ka
Jo safar kiya
Wo adhoora hai…
Seene mein the mere bharam
Tu ne kiye phir bhi karam
Ye dil teri chahat pe ab magroor hai…
Tu mujhpe aise khul gaya
Baarish mein jaise dhul gaya
Dekha hai maine tujh mein koi noor hai…
Ye bharosa hai
Tere pyaar ka
Nahi tootna…
Nahi tootna…
Teri subha mein
Mujhe jalna hai
Teri shaam mein
Mujhe dhalna hai…
Rasta hai tay
Manzil hai tay
Ab saath hi
Hamein chalna hai…
Ye dil tera humdard hai
Ab dono ka ek dard hai
Gham ban ke meri rooh mein rehta hai tu…
Khaamoshiyon mein shor hai
Ye pyaar ya kuch aur hai
Ro’oon toh meri aankh se behta hai tu…
Kaise juda
Ho jaayein hum
Dariya hoon mein
Saahil hai tu…
Teri subha mein
Mujhe jalna hai
Teri shaam mein
Mujhe dhalna hai…
Rasta hai tay
Manzil hai tay
Ab saath hi
Hamein chalna hai…
Jo safar kiya
Wo adhoora hai…
Dard Song Details
Singer : Jubin Nautiyal
Music : Nayeem-Shabir
Lyrics : Shakeel Aazmi
Music Lable: Saregama Music

0 Comments