Barsaat Lyrics In Hindi & English -: This song lyrics written by Kunaal Vermaa and song sung by Amaal Mallik while music given by Amaal Mallik in Barsaat Song.
Barsaat Video
Barsaat Lyrics In Hindi
होके जुदा खुश हो अगर
हंस के बिछड़ जाऊंगा
कह दे मुझे दिल से तेरे
खुद ही उतर जाऊंगा
कर फैसला अभी के अभी
क्यों बेवज़ह इंतज़ार है
हां फिर मुझे तुम रोक लो
अगर मेरे लिए दिल में प्यार है
फिर आज है दिल रो रहा
सब कह रहे बरसात है
फिर आज हम खामोश हैं
शायद कोई तो बात है
तेरे लिए इरादा मेरे
मैं ना बदलूंगा
चाहे मिलो जितने से तुम
सब में नज़र आऊंगा
सांसों में है जो उसे भूलना
इतना भी कहां आसान है
करके देख ले सौ कोशिशें
नामुमकिन सी ये बात है
फिर आज है दिल रो रहा
सब कह रहे बरसात है
फिर आज हम खामोश हैं
शायद कोई तो बात है
फिर आज है दिल रो रहा
सब कह रहे बरसात है
Barsaat Lyrics In English
Hoke Juda Khush Ho Agar
Hass Ke Bichhad Jaunga
Keh De Mujhe Dil Se Tere
Khud Hi Utar Jaunga
Kar Faisla Abhi Ke Abhi
Kyun Bewajah Intezaar Hai
Ya Phir Mujhe Tum Rok Lo
Agar Mere Liye Dil Mein Pyar Hai
Phir Aaj Hai Dil Ro Raha
Sab Keh Rahe Barsaat Hai
Phir Aaj Hum Khamosh Hai
Shayad Koi Toh Baat Hai
Tere Liye Irade Mere
Main Na Badal Paunga
Chahe Milo Jitno Se Tum
Sab Mein Nazar Aaunga
Saanson Mein Hai Jo Use Bhoolna
Itna Bhi Kahan Aasan Hai
Karke Dekh Le Sau Koshishein
Namumkin Si Yeh Baat Hai
Phir Aaj Hai Dil Ro Raha
Sab Keh Rahe Barsaat Hai
Phir Aaj Hum Khamosh Hai
Shayad Koi Toh Baat Hai
Phir Aaj Hai Dil Ro Raha
Sab Keh Rahe Barsaat Hai
Barsaat Song Details
Singer: Amaal Mallik
Music : Amaal Mallik
Lyricist: Kunaal Vermaa
Music Publisher: MWM ENTERTAINMENT
Music Lable: Amaal Mallik Music

0 Comments