आंखों में तेरी | Aankhon Mein Teri Lyrics - Yogesh Rawat

Aankhon Mein Teri  Lyrics In Hindi & English -: This song lyrics written by Yogesh Rawat  and song sung by Yogesh Rawat  while music given by Yogesh Rawat  in Aankhon Mein Teri  Song.






Aankhon Mein Teri  Lyrics In Hindi

आँखों में तेरी खो जाऊं मैं

बातों से तेरी सो जाऊं मैं

आँखों में तेरी खो जाऊं मैं

बातों से तेरी सो जाऊं मैं

कहने को अब कुछ क्यों बाकी नहीं

रहना संग तेरे है मुझको

जाऊं कहाँ अब तुझसे दूर

तेरी ही बाहों में हो जाऊं चूर


आँखों में तेरी…

बातों से तेरी…

आँखों में तेरी…

बातों से तेरी…


तुम जो मेरे साथ अब हो दिन रात

मांगू अब रब से मैं यही फरियाद

रहे तू मेरे संग कुछ इस कदर

जैसे विक्रम से चिपका हो कोई बेताल

जैसे समंदर को मिल जाए दरिया का साथ

कहनी थी तुमसे बस इतनी सी बात

हाथों में रहे हम दोनों के ये हाथ

और चलते रहें हम सारी सारी रात

कहीं दूर चल साथ मेरे भाग चलते हैं

दुनिया की रिवायतें तो साथ चलते हैं

किस्सों और कहानियों में नाम चलते हैं

देखना तू आगे पीछे सब जलते हैं

बस में मेरे जो हो तुझको रानी सा सजाऊं

हाथों को बनाके सिराहना उसपे सुलाऊं

पहाड़ों में तुझको साथ मैं घुमाऊं

वो सुकून वाली चाय जो है तुझको पिलाऊं

वो झरना जो मेरे घर के आगे बहता है

गौर से सुनूं तो तेरा नाम ही वो कहता है

तेरी ही दिशा में जाने क्यों ये बहता है

तेरे लिए आशिक रोज़ कितना कुछ सहता है


आँखों में तेरी…

बातों से तेरी…


आँखों में तेरी खो जाऊं मैं

बातों से तेरी सो जाऊं मैं

कहने को अब कुछ क्यों बाकी नहीं

रहना संग तेरे है मुझको


आँखों में तेरी…

बातों से तेरी…




Aankhon Mein Teri  Lyrics In English 



Aankhon mein teri kho jaaun main

Baaton se teri so jaaun main

Aankhon mein teri kho jaaun main

Baaton se teri so jaaun main

Kehne ko ab kuch kyun baaki nahi

Rehna sang tere hai mujhko

Jaaun kahan ab tujhse door

Teri hi baahon mein ho jaaun choor


Aankhon mein teri…

Baaton se teri…

Aankhon mein teri…

Baaton se teri…


Tum jo mere saath ab ho din raat

Maangu ab Rab se main yahi fariyaad

Rahe tu mere sang kuch is kadar

Jaise Vikram se chipka ho koi Betaal

Jaise samandar ko mil jaaye dariya ka saath

Kehni thi tumse bas itni si baat

Haathon mein rahe hum dono ke ye haath

Aur chalte rahein hum saari saari raat

Kahin door chal saath mere bhaag chalte hain

Duniya ki riwaayatein to saath chalte hain

Kisson aur kahaaniyon mein naam chalte hain

Dekhna tu aage peeche sab jalte hain

Bas mein mere jo ho tujhko raani sa sajaaun

Haathon ko banaake sirahna us pe sulaaun

Pahaadon mein tujhko saath main ghumaaun

Woh sukoon waali chai jo hai tujhko pilaaun

Woh jharna jo mere ghar ke aage behta hai

Gaur se sunoon to tera naam hi woh kehta hai

Teri hi disha mein jaane kyun ye behta hai

Tere liye aashiq roz kitna kuch sehta hai


Aankhon mein teri…

Baaton se teri…

Aankhon mein teri…

Baaton se teri…


Aankhon mein teri kho jaaun main

Baaton se teri so jaaun main

Kehne ko ab kuch kyun baaki nahi

Rehna sang tere hai mujhko


Aankhon mein teri…

Baaton se teri



Aankhon Mein Teri  Song Details 


Singer: Yogesh Rawat

Lyrics - Yogesh Rawat 

Music composed - Yogesh Rawat 

Music Lable - Yogesh Rawat Vlogs 


Post a Comment

0 Comments